Sunday, June 19, 2022

Maana ke hum yaar nahi..

Maana ke hum yaar nahi..

Raaste mein jo milo toh Haath milaane ruk jaana…….
Saath mein koi ho tumhare …Door se hi tum muskaana….,,Lekin muskaan ho aisi Ki jisme ikraar nahi…

Nazron se na karna tum bayaan
Woh jis'se inkaar nahi….Maana ke hum yaar nahi...

No comments:

Post a Comment